« Lyrics: Chahtain by Nida Arab | Home | Movie Trailer: Ramchand Pakistani »
Lyrics: Piyar Kia Hai Na by Nida Arab
By admin | April 28, 2008
SONG:”PYAR KYA HAI”
aansoo yeh kaisey aankhon say barsay
mujh say milney ko tera dil tarsay
meri shararat main kyun tu dhoonday
meri mohabbat meri ijazat
mujh ko tu aisay chor daay
raho ko apney mor daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
kal jo bhi ho ga wo kal ko hai pata
kasmay yeh waday ab tu mujh na bata
har pal main rehta hai koi aik pal naya
socha jo main nay jahan wo mil giya
mujh ko aisay aisay na tu sata
pyar kya hai mujh ko na tu bata
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
meri nigaaon main yeh kya raaz hai
iss main chupey jo teri har saan hai
yu khooya rehta hai tu yaadon main meri
mera yeh dil ab bhi meray paas hai
mujh ko aisay aisay na tu sata
pyar kya hai mujh ko na tu bata
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
iss dil ko dil rehnay daay
iss ko na kuch kehnay daay
Topics: Music |









